Friday, November 13, 2009

Jindagi


Ye Jindagi Ki Rahen,
Kahin Sidhi to kahin tedi rahen,
Kya Apne hain aur kya paraye,
Jindagi ke sath hi sab sath chhor deten hain,
Ye khushi aur ye gum ki baten,
Jindagi ke pyare se hain ye do kinare,
Kabhi iss kinare to kabhi uss kinare,
Ek kinare pe pyar milta hai,
Dusare Kinare pe pyar ki parakh hoti hai.
Ye Jindagi ki rahen,





1 comment:

  1. Rah chalte chalte mil gayetha koi humko ,
    Apna liethe hum use najane kyu
    Jaldihi itna apna ho gaye o najane kyu
    Na janithi pahele hogi itni dard
    Sochithi obhi chahne lage humko.
    Din bitey rate bitey , bitey hein koi mahina
    Dekhte hi dekhte ban gaye o jindegi hein apna
    Na mile chain kiy bina baate , na saku rahne bina use mile ;
    Fir aye o dinbhi ,jo tha anahi usey ekdin
    Chir die dill kardie lahuluhan
    Janahi tha use chale gaye akhir thato o ek meheman

    ReplyDelete